Monday 5 December 2016

Blog se paise kamane ke tarike || hindi me jane


Blog se paise kamane ke tarike || hindi me
aaj hum aapse Blog se paise kamane ke tarike share karna chahte he. aur ummed karte he ye article aapko pasand aayega. aaj log blog par paise kamane ke liye struggle kar rahe he lekin jab tak aap blog ko apna passion nahi banyenge tab tak aap paisa kamane ke bare me bhul hi jayiye. anyway aap chahe to Blog se paise kaise kamaye ke bare me jaan shakte he. bus aapko us link par click kar ke vaha di gayi information read karni he.

Blog se paise kamane ke tarike


dosto free blog banakar paise kamana koi aasan baat to nahi he lekin aap chahe to ussey hard work and smart work kar ke badhi se badhiya posts uplabdha kara sakte he. yadi aap chahe to 500 posts se jyada posts kar dakte he because jitani jyada post hogi utana hi aapke liye behtar hoga. kyuki jyada posts likhenge to sabhi keywords aapke blog me cover ho jayenge. is tarah se aapka blog harroj traffic receive karega and daily traffic aane par aap earning ke liye koi bhi ideas apply kar sakte he.

dosot hindi blog me bhi ab competition badh gaya he and hindi blog me keyword dhundhana bhi mushqil hota he to ese me aap pure hindi ke bajay hinglish language ka istemal karke english keyword target kar sakte he adn hindi hi nahi balki urdu bhasi country se bhi aapko traffic mil sakta he.

Blog se paise kamane ke best ideas


Friends blog me traffic hoga to paisa apne aap aayenge. kuch bloggers affiliate adsense aur bina ebbok sell kiye bhi lakho kamate he uska ek hi karan he aur wo he ad spaces sell karna. uske bare me jyada jankari hashil karne ke liye hamne upar jo link mention kiya he usme visit kare.aur agar aap Paid to click program ke bare me jyada jankari hashil karna chahte he to ptc se paise kaise kamaye post visit jarur kare.

ummed karte he aapko ye post pasand aayi hogi is post ko jyada se jyada facebook, whatsapp, twitter, pinterest, linkedin, tumblr, instagram, stumble open, medium aur google plus par share kare taki other users bhi iska fayda utha paye. dhanywad and have a nice day.

No comments:

Post a Comment